Happy Raksha bandhan Photo Editing Background & Png
raksha bandhan Photo Editing Tutorial RD Debu Special
Picsart Happy raksha bandhan Photo Editing Tutorial Stocks –
Hello Dosto aaj main aap logo ke liye laya hu raksha bandhan special photo editing jo ki aap hamare YouTube channel Channel SR Editing zone par dekh sakte hai aur tutorail ke madhaym se apni photo ko bhi badi hi aasani se raksha bandhan special editing bana sakte hai wo bhi kewal Picsart application se, Dosto jaisa ki aap sabhi logo ko pata hi hai hamare india me festivals ka bahut hi mahatv hai aur ham sabhi log badi hi dhum-dham se sabhi festival manaate hai, lekin raksha bandhan ka ek alg hi mahatv hai jo bhai bahan ke pyar ka pratik hai, iss festival me behan apne bhai ki katai par resham ki door ki rakhi bandhati hai, aur bhai gift de kar vachan zingagi bhar apni bahan ki raksha karne ka vachan deta hai.
Picsart me kaise kare Raksha Bandhan Editing –
jaisa ki maine picsart app me photo ko open kar liya yaha par sabse pahle main background ko remove karuga remove BG wale option se vaise main bata du ye option hame picsart gold version app me hi milta hai jiska link maine apko Description me de diya hai aap waha se download kar sakte hai, background remove ho jane ke baad ok kar ke hame face vaigira ko thoda fix karna hoga, To chalte hai effect me then FX wale tool me jaa kar colour option se thodi see yaha brightness increase karege apni photo ke hisab se apko rakhni hai iske baad eraser me jaa kar kewal face aur hand par hi rakhna hai invert kar ke restore option se iss tarah se face par apply karege ok. Aur jo dadhi vaigira par ho gya hai usse iss tarah se eraser brush ki help se hata denge then ok krte hai, abhi blur wale filter me jaa kar blur ki quantity kam kar lenge aur eraser me jaa kar isko bhi invert kar ke jaha jaha nishan vaigira hai waha apply karege ok kar ke abhi ham curve tool se thoda iss tarah se effect dalege jisme face ki brightness badh jayegi aur kapdo ka colour aur dark ho jayega, itna ho jane ke baad ham save kar lenge png formet me then background jo rakhne wale hai wo le aayege abhi add photo se jo model ki cut wali pic thi wo le aayege usko photo ke hisab se ache se set kar lenge then sister wali png, in sabhi png ki link apko description me mil jayegi aap waha se download kar lena ache se set kar ke stickers wale option me jana hai aur yaha vignette effect search karna hai thodi see dur par apko ye png mil jayegi apko iss tarah se set kar lena aur abhi eraser me jaa kar invert kar ke restore wale option se iss tarah se shadow bana lenge girl model par bhi ok karte hai phir se vignette wali png lana hai aur ab isko iss tarah se ache se set kar denge, dosto stickers me jaa kar hi hame light png bhi lena hai aur iss tarah se model ke niche set kar denge aur iski opacity kam kar lenge light png ki duplicate bana kar apne main model ke niche bhi rakh denge move down wale option se, dosto ok kar ke ab baki ki jitni bhi png rah jati hai wo laga lete hai sabse pahle Teddy beer… iske baad gift wali png,,, phir puja ki thali wali png then laddu wali png aur last me happy rakshabandhan text png sabhi png laga dene ke baad apko thoda aur realistic dikhane ke liye effect me jaa kar vignette effect dal kar eraser se kuch iss tarah kewal png par effect dalna hoga aur ok kar ke aap aur bhi photo me effect aur filters dal kar aur bhi creative bana sakte hai, dosto video kaisi lagi comment box me jarur bataye like karna bilkul bhi na bhule me milta hu next video me apna khayal rakhe.
Method to download Rakshabandhan Stocks –
This method includes the zip file in which we have stored all the files in high quality on media file servers. This method is easiest and time-saving but decides its benefits it has also some demerits which will I reveal here. As this is zip files that’s why you will have large data size as all the contents related to Raksha Bandhan are packed in one zip file. Being file you’ll have to extract this and after extracting you’ll have to sort out all the images which you like.
Besides saving your time while downloading in the single click, you have to waste a little bit of time for sorting out images which you have to use while editing Raksha Bandhan images. I am giving you all the best content but it does not mean that you are going to like all the files that is packed in the zip file. So the choice is yours. Given below are the few steps to follow to download Rakhi PNG and other materials related to this occasion of Raksha Bandhan :
- Just scroll down and go below this post.
- You will get the Download Zip File Button, just click on that button.
- Now after clicking, you will be redirected to another window with a Mediafire server. Zip File is stored there.
- Finally, on that File server, you will get the Download button.
- Download and save in your storage.
- Now to open the zip files, you need a zip extractor, you can simply Download any file explorer which can extract zip files like ES File Explorer.
- If you are having pc, you can use WINRAR to extract the files from zip file.